Songs of Umrao Jaan (2006) are really melodious.
Javed Akhtar speaks
unniswi sadi (19th century) kaa lucknow , hindustan ki ganga jamuni tehjeeb ka gehwara tha lucknow us tehjeeb ka dil tha , aur us dil ki dhadkan thi umrao jaan adaa. Magar sitam yeh ki us dhadkan ke seene mein bhi ek dhadakta hua dil tha jiski awaaz uske jiteji kisine na suni
umaraao jaan ki har gazal unhi dhadkano ki sadaa hai, usi dil ki pukaar hai
Lyrics of some of its songs are as follows:
Agle janam mohe bitiya
jo ab kiye ho daata aisa na ki jo - 2
agle janam mohe bitiya na ki jo - 2
jo ab kiye ho data aisaa na ki jo
jo ab kiye ho data aisaa na ki jo-2
agle janam mohe bitiya na ki jo - 2
jo ab kiye ho data aisaa na ki jo-2
humare sajanwa humra dil aisaa todan
woh ghar basaayan humakaa rasata mein chhodan
jaise ki lallaa koi khilona jo paave
do char din to khelan phir bhool jaave
ro bhi na paave aisi gudiya na ki jo
agale janam mohe bitiyaa na ki jo - 2
jo ab kiye ho daataa aisaa na ki jo
agle janam mohe bitiyaa na ki jo
aisi vidayee bolo dekhi kahin hai
maiya na baabul bhaiya kono nahi hai
aansu ke gehane hai aur dukh ki hai doli
band kiwariyaa more ghar ki ye boli
is aur sapno mein bhi aaya naa ki jo - 2
agle janam mohe bitiyaa na ki jo - 2
jo ab kiye ho daataa aisa na ki jo
agale janam mohe bitiyaa na ki jo - 2
behka diya hamein
dekha hamein kuch aise ki behka diya hamein
tumne to khwab dekhna sikhla diya hamein
us zindagi se kaise sitam ko gilaa kare
jis zindagi ne aapse milawaa diya hamein
dekha hame kuch aise ki behka diya hamein
ankhon mein hai nashile bhavar zulf mein lehar - 2
dariya ye kaisa husn ka dikhla diya hamein
armano ka jahaan mohabbat ki dastaan - 2
hum kya kahe ki aapne kya kya diya hamein
dekha hame kuch aise ki behkaa diya hamein
manjar tamaam rang mein doobe hue se hain - 2
tumne ye kis makaam pe pahuncha diya hamein
ye aap hai ki aaya hai mausam bahaar kaa - 2
shadaab kar diya hamein mehakaa diya hamein
dekha hamein kuch aise ki behka diya hamein
tumne to khwab dekhna sikhalaa diya hamein
us zindagi se kaise sitam ko gilaa karein
jis zindagi ne aapse milawaa diya hamein
dekha hame kuch aise ki behkaa diya hamein
Jhoothe ilzaam
kaun kisko yahaan bhalaa samjha
humne kya samajha tumne kya samjha
bewafaa humne tumako samjha sanam
tumne humako hi bewafaa samjha
(jhuthe ilzaam meri jaan lagaayaa naa karo - 2
dil hai naajuk ise tum aise dukhaayaa naa karo
jhuthe ilzaam meri jaan lagaayaa naa karo) - 2
meri aankhon mein jo achhe nahi lagate aansu - 2
to jalayaa naa karo mujhko satayaa na karo - 2
dil hai naajuk ise tum aise dukhayaa na karo
jhuthe ilzaam meri jaan lagayaa naa karo
tum kisi aur ki kismat mein ho tum mere nahi - 2
ye agar sach bhi hai to mujhako bataayaa naa karo - 2
dil hai naajuk ise tum aise dukhaayaa naa karo
jhuthe ilzaam meri jaan lagaayaa naa karo
yaa to taawir bataao mere sab khwabon ki - 2
yaa koi khwaab in aankhon ko dikhaya naa karo - 2
dil hai naajuk ise tum aise dukhayaa naa karo
jhuthe ilzaam meri jaan lagaayaa naa karo
abhi aaye ho abhi baithe abhi jaate ho - 2
sirf ek rasm nibhaane ko to aayaa naa karo - 2
dil hai naajuk ise tum aise dukhaayaa naa karo
jhuthe ilzaam meri jaan lagaayaa naa karo
Main Na mil sakoon
vaada karke nibhaane waale kam hote hai
ishq na karna ishq mein gum hi gum hote hain
(main naa mil sakun jo tumase meri justaju naa karanaa - 2
tumhe meri hi kasam hai - 2
meri aarzoo na karna - 2) - 2
mujhe jisse hai mohabbat use hai ajab yeh aadat - 2
kabhi munh ko fer lena kabhi guftagu na karna
tumhe meri hi kasam hai meri aarzoo naa karanaa
main naa mil saku jo tumase meri justaju naa karanaa - 2
maine chahaa tha kisiko mera haal kyaa hai dekho - 2
jo kiyaa kasoor maine wohi tum kabhi na karna
tumhe meri hi kasam hai meri arzoo naa karanaa
main naa mil saku jo tumase meri justaju naa karanaa - 2
meri ho agar burayee to na denaa tum safayee - 2
mere saath khud ko ruswa kabhi kubaku na karna
tumhe meri hi kasam hai meri arzoo naa karna
main naa mil saku jo tumse meri justaju naa karanaa - 2
koi puchhe badnaseebi ki hai inthaa bhi koi - 2
to meri misaal denaa tum mujhe namunh naa karna
tumhe merihi kasam hai meri arzoo naa karanaa
main naa mil saku jo tumase meri justaju naa karanaa - 2